Sirf Tumhare Liye
πA cinematic love story β written only for you
MUHAMMAD β ASMA
Chapter 1 Β· Pehli Call
Oyee Allah sain pagal larka! π
β Asma, pehli call par
Usi ek call ne sab kuch badal diya.
Tumhari awaaz suni β dil ne keh diya:
Yahi hai woh.
Sach mein woh pagal tha β
tumhari hansi ka, tumhari baaton ka,
hamesha ke liye tumhara pagal.
Chapter 2 Β· Raat Ki Baatein
Muhammad
Mujy ni pata likin rona a rha hain πMuhammad
Eis trha ka mazak na kiya karo k mera dil seh na skay.Muhammad
Theak hain kha loo β may apkay message ka wait karonga subha tak jab be ap free ho jao message kar dyna π₯ΊMuhammad
May roo rha hon. Ap nay mujy awaz be ni sonai π₯²Asma
Q roe ho yar β pagal ho kya Muhammad! πAsma
Me shyd thori late kr ke aau β abhi rone nh lg jaiyega please π₯ΉChapter 3 Β· Tumhari Awaaz
Tumhariii voice kii hasraat hasraat reh gai. Wait kartay kartay ankhien band ho jatii hain π₯Ί
β Muhammad
Muhammad
Apkii awaz jab sontha hon na β bs dil karta hain subha tak sonoan bs eik he baat π₯ΊMuhammad
3 din say voice sonii hain na. Naraz hogaya π₯ΊAsma
Meri awaz sun kr ap khush ho jate π₯Ή mere dantne par ap ro prte β aese lrke ko or kya kia jaeMuhammad
Or jab baat ho jatii hain β sukoon kii nend ao pata hon buhat π€Asma
Us sukoon jesa or sukoon kahan π«Chapter 4 Β· Humaari Baatein
Muhammad
Jaan ab myray paas hotii na β itna tight hug karta k hadiyan awaz nikal lytii ππ₯ΉMuhammad
Apka chehra jayh tab bs na. Apkii smile yaad hain β abii be imagination may hain π₯ΉMuhammad
Miss you. Miss you. Miss you. Had say zaida miss you π₯ΊAsma
Miss you too π₯ΉMuhammad
Dil kar rha hain kissi kar k kha jaon apko π€Muhammad
Good Night My Love, My Asma ππAsma
Good night β₯οΈ Love you too β€οΈChapter 5 Β· Shadii Ki Baatein
Muhammad
Jahan honga wahan ap ko ly aonga pagal π₯ΊMuhammad
Muj say ab ni reha jata tho shadii k bad reha jayga.Asma
Dil krta he Abhi shadi kr lon π€Muhammad
Likin ho be jayga InshAllah π₯ΊAsma
Ghr me Lrkiyan jese tese kapre pehen leti hen β pr me aese nh krti. Mjh Husband k liye khud ko behtr bnana he πΈMuhammad
May chahta hon k bs apko ena sara piyar don k ap kaho k myra husband piyar buhat karta hain or tang agai hon π€Asma
Pagal πChapter 6 Β· Dil Ki Baatein
Muhammad
Kam arsaay may itna piyar howa β din ba din rent bhar rha hai dil ka π₯ΉMuhammad
Jaan, ap myray itnay dil k qareeb q ho? π₯ΊAsma
Me to Allah Ka shukur Ada krti β ap mile β me iski haqdar nh thi π₯ΉMuhammad
Ho tab he milay hain. Wo humien eik be kar dyga inshallah β€οΈAsma
InshAllah inshAllah mile to π₯ΉMuhammad
May apkay hawlay say itna serious hon k jazbat may kuch be possible hain π₯ΊMuhammad
Tumhariii Muhabat may pagal hogayh hain π€Chapter 7 Β· Merii Zindagiii
Asma, tum meri zindagi ka wo hissa ho jise main kabhi khona nahi chahta. Chahe kitni bhi dooriyan aa jayein, mera dil har dua mein sirf tumhara naam leta hai. β€οΈ
Muhammad
Asma, tum meri sab se khoobsurat dua ho.Muhammad
Mujhe tumhari muskurahat se sukoon milta hai. Agar kabhi gussa ho jao, bas itna yaad rakhna ke mera pyaar kabhi kam nahi hoga. π₯Ίβ€οΈMuhammad
Main perfect nahi hoon, lekin tumse mohabbat hamesha dil se karta rahunga.Muhammad
Good Night Meri Asma πβ€οΈ Allah tumhein hamesha khush rakhe. I Love You Forever.Chapter 8 Β· Yaadein
Chapter 9 Β· Humaara Safar
Pehli call say aaj tak β
har din tumhara, har raat tumhari yaad
Muhammad
Jo ap k lie khaas ho na β ap oas ko messages karien. Reply ayh k wait karien β itna bebas hota hain. Kuch bura laga ho eis band e nacheez ko maaf kar dien π₯ΊAsma
Ap tho humaarii Jaan ho πMuhammad
Jaan, I love you so much π Good Night Shahzadiii β€οΈ have sweet dreams. Jaan so jao ab khawab may ata hon apkay πThe Question
FROM MUHAMMAD
Tum meri duniya ho.
Ap tho humaarii Jaan ho β€οΈ
Hamesha. InshAllah.
HAMESHA KE LIYE
Asma, aaj se tum meri ho aur main tumhara.
Muhammad ka yeh dil, sirf tumhare liye dhadkta hai π
Ap tho humaarii Jaan ho β
hamesha rahogi. I love you β€οΈ
Za tasara dyra meena kom π₯Ή